سوجی کا حلوہ - Semolina Halwa is very common and famous dessert in Pakistan and India. People usually make it with puri for breakfast
1)meda 1kg
2)khushk dodh 1 cup
3)oil 2,3 table spoon
4)egg 2 adad
5)milk half cup
6)yougart (dahi) half cup
7) water (pani)
sub chezoon ko yakjaan aik bartan main mix kar dain or os ko achi taraha se goondain itna kay ata ziyada patla na ho or na hi bohat ziyada sakht ho os kay baad os kay paraye bana ker kum se kum 10 se 15 minute tuk rakhain phir khulay mon ki karahi main achi taraha se oil garam ker kay garam garam mazay dar pori tyar hai is ko chanay ki or aloo ki bhaji kay sath pesh karain omeed hai bohat mazay dar pooriyan hon gi
No comments:
Post a Comment